Sunday, 30 October 2016

HASTMAITHUN KE FAYDE IN HINDI  हस्तमैथुन के फायदे

Masturbation Benefits in Hindi: Logo ko lagta hai ki rojana Masturbation (Hastmaithun) karne se andhapan, hatho par balo ka badhna, sex life barbaad hona jaisi problems hone lagti hai. Lekin ye samajh se pare hai ki logo ko is tarah ke problems kyu hote hai. ye problems sabse jyadatar Indians me hoti hai. jabki scientist ke research se pata chala hai ki Masturbation health ke liye bahut achha hai. Janiye health site ke mutabik hastmaithun kyu achha hai.

HASTMAITHUN KE FAYDE IN HINDI हस्तमैथुन के फायदे 

Bahut se log to is baat ko accept hi nhi ki wo hastmaithun karte hai jabki actually me aisa karte hai. Aap agar soch rahe honge ki aisa sirf India me hi hota hai to aap galat hai, balki kai desho me Masturbation kisi taibu se kam nhi hai. Lekin aapko isake fayde ke bare me pata hona chahiye.
1. Sperm Count Badhte hai
Kai reaserch se yah baat sabit kar chuki hai ki hastmaithun se sperm count badhte hai, aur unme gatishilta aati hai. Hastmaithun ke jariye aap purane sperm se naye sperm ko badalte hai, jo ki firtylity ke liye achha hota hai.
2. Tension/Tanav ko Door Karta hai
Beshak masturbation kuchh nhi hota lekin ye tanav ko door karne ka aur uttejit hone ka behtareen upay hai. Musturbation ke jariye dopamine aur oxytosin harmons releas hote hai. Jisase uttejana mahsoos hoti hai. Itna hi nhi isase neend bhi bahut achhi aati hai.
3. Yon sankraman hone ki problem nhi
Masturbation ka sabse bada fayda ye hai ki STD ya Yon sankraman hone ki problem bilkul bhi nhi hoti. Ye uttejana mahsoos karne ka sabse achha aur safe jariya hai.
4. Protest cancer hone Ki problem nhi
2003 ki ek Australian study ke mutabik jo aadmi 1 week me kam se kam 5 baar hathmaithun karte hai, unme protest cancer hone ki sambhawna kam ho jati hai. Actually me Masturbation se cancer sells nikal jate hai.
5. Premeachyor education ke Problems se Durai
Musterbation ke jariye premaichyor ki problems se nijaat pai ja sakti hai. Yha tak ki isase sex ke dauran education par puri tarah se niyantran paya ja sakta hai.
6. Positive Mental Lable
Jab aap Masturbation ke time climax par hote hai, tab hormones release hote hai. Is hormones ke release ke baad baichaini khatm ho jati hai aur mansik shanti milti hai.
7. Sexual Dis-function par Kabu
Yadi purus ya mahila sexualy dis-function se pidit hai to masturbation se kai cheeje samajh sakte hai. Yadi purusho me sex ke time waqt se pahle sperm girne ke problem hai to masturbation ko learning tool ki tarah istemaal kar sakte hai. Aap isme sikh sakte hai ki khud par control kaise kiya jata hai.
8. Enjoy Fully
Purusho ke mukable mahilawo ka orgezum ( CharamAanand) jyada complex hota hai. Purusho ko normaly sperm nikalte waqt aanand aata hai. Adhuri uttejana aur galat sex technique mahilawo ki aargezm ko kam karta hai. Waqt se pahle sperm ka girna aur forplay me kami mahilawo ke aanand ko kam karta hai.

No comments:

Post a Comment